Wednesday, October 8, 2008

Impromptu Shayar 2

Another one ...
Abhi kal hi ki to baat lagti hai
jab main aur tum, tum aur main
baithe rehte they sard raaton main
apne apne computers par kare camp
haath main hoti thi sniper, belt main tha grenade
room main hota tha andhera, dil main thi umang
hota tha flash bomb aane ka intezaar
c1 c1 karkay sab nikalte they ek saath
paanch hi secondon main ho jaata tha khatma
aati thi ek hi pukar har room sey baar baar
kya woh they lamhe, kya they woh din
chalo dubara mdi, even if its only ek baar?

Sunday, October 5, 2008

Impromptu Shayar

Yesterday I was traveling from my office to some place and it was an hour's rick ride. I had my mobile phone and I thought, how about some improptu shayari from miyan on-the-fly shayar? I came up with two gems.

Bhai saab bhai saab.
Dekh deen duniya deti dard dho dho
Khela kala kauva kahin kabhi kabhi kho kho
Raat rahe raat raat ro ro
Mainkya mu me lo mu me lo


And the other one
Kahin door mast gagan main
Tez teekhi peeli dhoop main
Sard mausam ki masti main
Patjhad kay gire patton main
Bheegi baarish ke geele paani main
Bolo bolo kahan kahan loge
Mu main mu main mu main
Dedicated to Team MML.